mumkin nahi dariya.......
badal jate hawao ke rukh aksar,
ho nahi sakata diwana badal le rah-ye-wafa,
badal lete hain bewafa apna mukh aksar.
juda hue jo hum hain teri kasam ,
apne hatho khud ko mita lunga main,
doli uthi jo tere ghar se kabhi,
to dekhna janaja apna saja lunga main.
ashko ka dariya aankho me liye phirta hu,
teri khatir khud ko badnaam kiye firta hu,
tera har gam takleef ko apnakar aj,
apni har khushi tere nam kiye firta hu.
